Thursday 26 April 2012

Intezaar shayari


Aaj bhi hai meri aankho mai tapish sehra ki
Karwate leta hai aab bhi koi badal mujhmai
Khawahishe aa ke lipat jati hai sanso se is tarah
Jab mehkta hai teri yaad ka sandal mujhmai
Aab wo aaya to bhatak jayenge rasta nusrat
Aab to Ghana ho gaya tanhayie ka jungle mujhmai!!

No comments:

Post a Comment