Saturday 12 November 2011

Khumare Shab


Khumare shab
Khumare shab mai use mai salam kar betha,
Jo kaam karma tha mujhko , wo kaam kar betha.
Kabaye zard pahan kar wo bazam mai aaya,
Gul e hina ko hatheli mai thaam kar betha.
Chupa gaya tha muhabbat ka raaz mai tu magar,
Wo bolepan mai sukhan dil ka aam kar betha.
Jo so ke utha tu raasta ujaad lagta hai,
Paochna tha mujhe manzil pe, shaam kar betha.
Thakan safar ki badan shal sa kar gayi muneer,
Bura kiya jo safar mai qayaam kar betha.

Poet By: Muneer Riyazi 

No comments:

Post a Comment