Thursday 20 October 2011

Chand Roz

Chand roz aur  hai guzar jane do,
mujhko teri baho mai sawar jane  do,
gum ho jayega andhero mai phir ujalo ka ye mausam
khilti is roshni ko thoda aur bikhar jane do
tanha hi chalna hai phir rahe jindgi mai 
kadam se kadam  mila kuch dur to chal

No comments:

Post a Comment